Tuesday, July 23, 2019

In Honour of Hazrat Hussain R.A

Shayari on Imam Hussain R.A

Aankhon Ko Koi Khwaab Tou Dikhayi De

Tabeer Me ''Imam'' Ka Jalwa Dikhayi De

Aye ! ''Ibn-e-Murtuza'' Tere Saamne

Suraj Bhi Ek Chota Sa ''Zarra'' Dikhayi De

Shayari on Imam Hussain A.S👇

Aabhi kuch or rahyen gay Imam parday me
K horahey hain qayamat k kaam parday me
Sehar say pehlay arezun ki maslihat hy yehi
Huzoor say ho salam o payam parday me

Saturday, July 20, 2019

Islamic Videos Download

Islamic Video Naat Status Download



End Of The time by Dr Shahid Masood
Prediction of Naimat-ul-Allah Shah Wali

Islamic Picture Download




T

Dua

" D U A "

Mere ALLAH !

Meri Izzat K Liye
Ye Hi Kafi Hy K
Mein Tera Banda Hoon

Aur Mere Fakhar K Liye
Ye Hi Kafi Hy k
Tu Mera Parwardigar Hy ...

Tu Wesa Hi Hy Jesa
Main Chahta Hoon

Bas Tu Mujh Ko Wesa
Bana De Jesa Tu Chahta Hy ...

"Aameen"

Hadith In Urdu

Hadith in Urdu
" Jo Shaks Ye Pasand Kary K
Usay Imaan Ka Zaiqa Hasil Ho Jaye Tou
Usay Chahiye K Mehaz ALLAH TA'AA Ki Raza
Aur Khushnodi K LIye Doosre Se Mohabbat Kary "
(Abu HUrerra)



Al-Quraan Ayat Translation in Urdu And English

" Aur Jis ne Apne Aap ko Khwaishat (Ka Ghulam Ban'ne) Se Rokey Rakha . Pas Be-shak Jannat Hii Us Ka Thikaana Hai " (AL-QURAAN)

" Aur Agar Tumko ALLAH koi Takleef Pohnchay to bajaz ( Siwaye ) US k Or Koi Usko Dor Karne Wala Nahi Ha or Ager Wo Tmko Koi Khair Pohnchana Chahe to US k Fazal Ka Koi Hatane Wla Nahi , Wo APNA Fazal Apne Bandun Mai Se Jis Pr Chahe Nichawar Karde or WO Bari Maghfirat Bari Rahmat Wla Ha " SURAH YOUNAS 10, AYAT :107
Kamyaab Darasal Wo 
Hy Jo Aatis-e-Dozakh 
Sy Bach Jaye Aur Jannat 
Main Dakhil Kr Dia Jaye 
Rahi Ye Dunya, Tou Ye 
Sirf Dhoka Hy " 

(Surah Al-Imran185)
" Jannat Wale Jab
Dozakh Walo'n Se
Pooche'n Ge k
Kia Cheez Unko
Dozakh Me Lai Hy
Tou Wo Kahe'n Ge
Hum Namaz Nahi
Parhty Thay "

[Surah Muddasir
Aayat 40-43]

Hadith In English

Hadith In English
'' A Group Of People
From My Ummah Will
Continue To Fight In
Defence Of Truth And
Remain Triumphant Until
The Day Of Judgment ...''
(Muslim)
"Don't Talk For Long
Without Remembering
The ALMIGHTY, For
Talking Much Without
Remembering Him
Hardens Th Heart
Said By
Prophet Muhammad (S.A.W)